Ajib hai naa...
100 ka note bahut jyada lagta hai,
Jab kisi garib ko dena ho...................,
Magar
Hotel me ho to bahut kam lagta hai,
3 mints uper wale ko yad karna kitna muskil hai,
Magar...
3 ghante ki movie dekhna kitna aasaan,
Pure din mehnat ke baad jim jane se nahi thakte,
Magar...
Jab Maa - Baap ke peir dabane ho to log thak jate hain.
Ajib hai naaaa...
No comments:
Post a Comment
Thanks for your comment.